current affairs of march 23 free pdf download here

CURRENT AFFAIRS OF MARCH 23 FREE PDF DOWNLOAD HERE.

1. INDIA BEAT NEPAL TO WIN 5TH SUCCESSIVE SAFF WOMEN'S CHAMPIONSHIP (CURRENT AFFAIRS 23 MARCH).

  • India ne continue rakha apna presence jo ki SAFF Women's Championship mai,lagatar 5bar india ne Nepal ko beat karke 3-1 se win kiya hai.
free pdf download current affairs
current affairs 23 march

  • Iss championship mai india ka midfielder Indumathi Kathiresan ke sath Nepali forward player Sabitra Bhandari ne top score kiye hai jo ki 4 hai.
  • Issi win ke wajaya se India ne history create kiya hai jo ki 23 games.

2. MI PAY A UPI BASED PAYMENTS APP LAUNCHED BY XIAOMI IN INDIA (CURRENT AFFAIRS 23 MARCH).

  • Xiaomi ne india apna khud ka payment gateway launch kiya hai jo ki “MI PAY” hai, oh log isse “UPI app for Xiaomi users” bolte hai.
  • Xiaomi ne MI pay banana se pahele india ka ICICI bank se bat karke payment service provider ka kam karne keliye chuna hai uske sath NPCI jo ki Unified Payments of India (UPI)  ko monitor karta hai aur digital wallet interface deta hai.
  • Xiaomi ne ea bhi declare kiya hai ki job hi data ohh sabhi encrypted form mai rahrga aur secure bhi.

3. CBSE LAUNCHES NEW ‘SHIKSHA VANI' APP TO UPLOAD PODCAST ON CLASS 10, 12 EXAM EVALUATION PROCESS (CURRENT AFFAIRS 23 MARCH).

  • Central Board of Secondary Education (CBSE) ne ek new app launch kiya hai jo ki “shiksha vani” hai, jisme information share kiya jayega jahan studenta ka information parents jan payenge.
  • CBSE board ne apna first episode publish kiya hai jahan 10th ke sath 12th board examination ke bareime jan sakte hai aur uska result bhi jaan bhi jan sakte hai.
  • Isse student ke sath sath parents ko bhi help milega taki examination ke bareime complete details pata chal paye.

4. SPICE JET JOINS GLOBAL AIRLINES' GROUPING IATA (CURRENT AFFAIRS 23 MARCH).

  • Spicejet ne global airlines group IATA group ko join kar ke ek member ban gaya hai,  jo ki ek first Indian low cost carrier hai jisse membership mila hai.
  • International Air Transport Association (IATA) ne 290 airline ke sath kam kar raha hai jisme india ka AIR INDIA, JET AIRWAYS, and VISTARA.
  • Spicejet hi ekmatra low-cost pe chalnewala company hai jo ki IATA ka member bana hai.

5. FITCH CUTS INDIA GDP GROWTH FORECAST FOR FY20 TO 6.8% FROM PREVIOUS 7% (CURRENT AFFAIRS 23 MARCH).

  • Fitch Ratings ne India ka  economical growth ko forecast karke bataya hai jo ki 6.8 per cent rahega agla financial year. previously 7% rakha gaya tha.
  • Rating agency ne growth rate ko cut kiya hai jo ki FY20 keliye 7% jo ki 7.3% previously rakha gaya tha or FY21 keliye 7.1%  rakha gaya hai jo ki previously 7.3 rakha gaya tha.

6. "PHONEPE" APPOINTED AAMIR KHAN AS BRAND AMBASSADOR (CURRENT AFFAIRS 23 MARCH).

  • Phonepe” ke bareime toh app sabhi ne suna hoga, jo bhi  koi smartphone leta use bass kuch hi ghanto mai pata chal jata hai “phonepe” ke bareime.
  • India mai jitney bhi payment gateway hai usme se phnepe sabse age hai jo ki ek fastest growing payment platform hai.issiliye "phonepe" ne apna brand ambassador appoint kiya hai jo ki bollywood ke sabse janemane superstar Amir khan.
  • Phonepe ne bhi co-present kiya hai television broadcast ke sath issi VIVO IPL 2019 mai,uske sath phonepe ne ek new tv adds chalana suru kar raha hai jisme Amir khan apna role nibhayenge.
  • Akhir mai phonepe hiek aisa digital payment platform hai jiske upar hum bharosa kar sakte hai, sayad isiliye bahat hi kam time pe million people ka pyar mila.

7. FIFA SLAPS LIFETIME BAN ON ECUADOR FOOTBALL HEAD LUIS CHIRIBOGA OVER BRIBERY (CURRENT AFFAIRS 23 MARCH).

  • FIFA” ke bareime toh sabko pata hai jo ki “football world cup” hai.yahan ek corrupted insan ko lifetime keliye football activity se dur rahene keliye kaha gaya hai unka naam hai “Luis Chiriboga”.
  • Unko apna lifetime keliye bahar issi liyee nikala gaya ki ohh bribe le rahe the.chiriboga bhi ek insane hai jo log arrest hue hai 2015 mai jo ki corruption kiye the world football mai.
  • Gunahgar milne ke baad unko FIFA ka ethics judge ne football related activity se dur rahene keliye boal hai aur 1 million swiss francs jurmana dene keliye order bhi diye hai. 


Previous
Next Post »